Sunday, 15 January 2012

~~Neta ki car se "Puppy" mar gaya~~

Neta to driver : "is kutte ke bachhe ke Malik ka pata karo".

~~Jab driver wapas aaya to uske gale me bahut si Foolon ki malaen thi,~~

Neta : "ye kya hai???"

Driver: "Sir, logon ne meri puri baat hi nahi suni, aur khusi se itne haar pehna diye..."
Maine to sirf itna kaha k "Main Netaji ka driver Hun. Kutte ka bachha mar gaya hai"

No comments:

Post a Comment